Office boy
Send a job offer directly to this candidate
Main Saleem hun. Main ek imandar, mehnati aur zimadar larka hun Mujhe Office Boy Office Assistant ka 6 saal ka tajurba hai. Main company ke sab kaam - file kaam, chai pani, courier aur boss ki madad - puri zimadari aur waqt ki pabandi se karta hun Main ek aisi company dhoond raha hun jahan main lambi muddat tak izzat ke sath kaam karun aur company ki taraki me apna hissa dalun Mera maqsad sirf job karna nahi, balki company ka wafadar banna hai.
6 Years Experience - Office boy office asistent