Rimsha Ismail
Teacher - Urdu, English, Islamiat
Talent
KarachiMember since August 3, 2026
·
Hire this person
Send a job offer directly to this candidate
About
Mera naam Rimsha Ismail hai. Main teacher banna chahti hun.
Main mehnati hun, bachon se bohot pyaar karti hun.
Main zimmedari se kaam karungi aur time ki paband hun.
Experience
Main ne ghar par bachon ko tuition parhaya hai.
Main Primary class ke bachon ko Urdu, English aur Islamiat parha sakti hun.
Main bachon ko adab, akhlaq aur taleem 3no sikha sakti hun.
Main seekhne ke liye tayyar hun aur mehnat se kaam karungi.
Education
Degree: Matric
School: Al-Reheem School